Choti si zindagi mili hame khuda se jeene ki chaaah rakh ....ye zindagi muskil nahi ek baar kuch karne ki chaah to rakh....mana ki zindagi mai muskile bhaut h par tu ghabra nahi waqt se...ye waqt gujar jaegi par tu iss zindagi ko jeene ki chaah to rakh...muskile bhaut aayengi par inn muskilo se ghabra nh.... ye to wo waqt hai.. jo insan ko kabil banati hai tu dar gaya avi agar toh pahuchega kaise us mukaam tak!!!! jisko paane ki soch rakhi hai dil mai tune.haar naa maan apne bure waqt se.... ye waqt insaan ko insaan ki pehchan karati h tu haar na man zindagi se warna pehchan nahi payega ki kaun apna hai aur kaun paraya ..zindagi hame bhaut kuch sikhati hai tu sikhne ki chaah rakh...har muskil aasaan banane ki kosis to kar zindagi khud haar maan jaegi tujhse tu use jhukane ki chaah to rakh.....zindagi tujhe aazmaae usse phele tu zindagi ko aazma..zindagi ko harakar to dikhaa !!!!zindagi ke rang bhaut hai ..un rango ko apna banakar rakh ...na maan haar waqt se tu lad ke dikha .maut to aani hai ek din sabko.. kuch aisa karm to kar ki duniya mai teri parchai to rahe....tu asmaan ka wo tara to ban jo andhere ko mita sake!!!###
Sunday, 31 May 2015
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
A unknown journey
An unkonwn journey of my life A hopeless journey ,a painful journey A journey leading blank future Am travelling a journey of puzze...
-
A beautiful creature of god "COW" is a subject for the hindu and non hindu groups as we know the hindus are basically vegetarian ...
-
A lonely lost soul of universe waited years for happiness A lonely lost soul urged to live Alas could not heel the pain ... Years pass...
-
Most beautiful country of the world "India" consists of different caste, creed and religion..A country which provides equal right...
No comments:
Post a Comment